Bathroom me wudhu ke dua parhna
Q: Toilet aur washroom ek hi me he to kiya waha pe wudhu kar sakte he aur waha pe wudhu ke doran dua parh sakte he?
Q: Toilet aur washroom ek hi me he to kiya waha pe wudhu kar sakte he aur waha pe wudhu ke doran dua parh sakte he?
Q: Tiles jo zameen par lagi hoti he wo napak hojaye to ponja (geela kapra) lagne se paak hojati he? Jab tile sookh jaye aur uspe koi napaki jese bathroom se layi gayi geeli chappal ka geelapan sookh jaye aur phir dekhai bhi na de tab bhi tile paak khelayi gi?
Q: Wudhu karke agar farsh par jo normally grey color ka hota he ya tiles par geele paon rakh diye jaye to kiya paon napak hojaenge?
Farsh par bathroom se geeli chapal layi jaye ya koi napaki lag jaye to farsh sookh kar jab ke napaki sookh ke nazar na aaye to paak hojata he ya nahi?
Q: Agar koi film hum dekh rahe he or sharmgah se koi pani nikal aaye to kiya kare? Agar koi galat cheez aati he to usko nahi dekhti hu phir bhi kiya hum napak ho jate he? Hamesha mujhe aisa lagta he ke me napak hu to is ke liye kiya karu?
Q: Naak chidwai jaye aur us ke bad soorakh ko khali chor diya jaye jo normally band hojata he ya bohat bareek hota ha us me wuzu me pani kaise pohunchaya jaye?
Q: Baaz Ulamaa se suna ke agar peeli rutoobat aurat ke agli maqam se nikle aur us me blood shamil na ho aur na infection ho to wo paak he. Kiya ye durust he? Aur agar uss discharge me kuch smell ho lekin blood bhi na ho aur na infection ho matlab ko pain koi rash koi itching nahi sirf kamzoori ho to phir kiya hukam he uss rutoobat ka? Doctor se bhi consult kiya ye he in ka kehna ke yeh peela likoria aur ab ye bhi suna ke common he ye.
Q: Napaaki ki halaat me, ghusul me sarr se na kare toh bhi theek he kiya? Mera matlab only shampoo na kare to.
Q: Mani aur mazi me farq kaise pata chale aur aurto par ghusal kab farz hoga? Agar bos o kinar ke waqt pani nikle mani ke ilawa to kiya ghusal karna hoga?
Q: Aurto ko wudhu kaan ke baali/tops wale soorakh me pani pohanchana zaroori he ya sirf ghusal me zaroori ha?
Q: Kiya hand pump (mushtzani) karne se ghusul wajib he? Matlab mani kharij hone se gusul wajib he?