Nikaah se pehle sitaaro ke andar dhaekna
Q: Main shadi karne ja raha hoon iss saal. But mujhe bataya gaya key shadi se pehly (ladka aur ladki) ki zodiac signs zaroori dekhna hota hai. Kya yeh sach hai? Please mujhe iss shak se nikaleye.
Q: Main shadi karne ja raha hoon iss saal. But mujhe bataya gaya key shadi se pehly (ladka aur ladki) ki zodiac signs zaroori dekhna hota hai. Kya yeh sach hai? Please mujhe iss shak se nikaleye.
Q: Mera sawal ye he ke kya zaicha nikalna Islam me jaiz he? Like koi apni mother ka name or apna name bataye or xyz koi bhi sawal kare apne mustaqbil ke bare ma to kya ye jaiz he Islam me.
Q: Mamare jis gunah ka hamare siwa kisi ko ilim nahi hai, jab hum us ki Allah se sachi toba karte hain, agar allah ne hamen maaf ker diya
hai hai to kya roz-e-hashar us gunah ka hisaab hoga? Ya wo gunaha logon pe zahir kiya jae ga?
Q: Mairi wife pregnant he. Mujhe hisaab lagwana he ke Allah ki rehmat se Larki ho gi ya larka?
Q: Birthday celeberate karna gunah he ya nahi? Agar gunah he tu hum 12 Rabi ul Awwal ko Hazor Sallallaho Alaikhi Wasallam ki waladat ka jashan manatay hyn yani onka birthday celeberate kartay hyn tu kia ye bhi mana hy?
Q: Mera sawal ye hai ke new year ki mubarak badi dena jaiz ha ya nahi?
Q: Mera sawal ye hai ki kai log aisha bol te hai ki allahpak zameen pe hota to main ye karta wo karta kya aisha bol na jaiz hai ya gunah?
Q: Mujhe ye jan na hai ke shaadi qismat me hoti hai ya hamare hath me hoti h kya? Shaadi hum jab chahe tab kar sakte hai ya qismat me hoti hai?
Q: Pakistan our Saudi Arabia me tora sa farq hai time k lehaz se to kya shabe barat aik raat ko ho ga jaise aaj pakistan me 14 shaban our Saudi Arabia me 15 shabàn hai to kya hmara nite aaj ho ga ya guzar geya hai?
Q: Pataro (stone) par yaqeen kar sakte hai? jaise k rohani doctor/ baba g batati hai ke naam k haroof ka aadat maloom karke aap ko btate hai ke ye wala stone ka angota banae to acha rahe ga.