Baabi owr dewar ke darmiyaan purda
Q: Baabhi and devar ke parde ka shariyat kia hukum deti hai batadijie details ke sath.
Q: Baabhi and devar ke parde ka shariyat kia hukum deti hai batadijie details ke sath.
Q: Mera sawal yeh hai ke agar aurat teen talaaq ke baad iddat ki muddat mein hai aur woh kisi gair mard ke sath chori se mubashrat kar le ya koi mard usko neend ki tablet dekar mubashrat kar le to kya usse phir se iddat karni hogi?
س: ايك عورت ايسى مظلومه ہیکہ شوہروساس وغیرہ خاص خیال نہیں کرتے اسلیےعورت اپنےوالدین کےگھرآگی اب عورت کےوالدین نےشوھروالوں کوکھاکہ معتبرلوگوں کولاکرلڑکی لےجایں مگرپانچ ماہ سےکوئ خبرگیری نہ کیواضح ھوکہ لڑکی حاملہ ھےاب..اگرولادت کےبعدفورابچہ شوھروالوں کےحوالہ کردےاوردودھ نہ پلاۓتوگناہ تونہ ہوگا جواب عنایت فرمائں عین نوازش ہو گی
Q: Mere abbo 22 Nov 2015 ko intiqal ker gai the. Janaza bhi usi din huwa. Islami date yad nahi. Meri ammi jan ki iddat kis date (English or Islamic) ku puri ho gi?
Q: Mujhe ap se haize k bary ma pochna h k kitnay din intizar kar sakty hn ghusal k liye pehlay to ma 5way din naha liya karti thi lakin ab 3, 4 mah se esa ho raha h k kabhi 5way din tak khatam honay k bad 6th day ko ak drop ya is bhi kam blood ata h or kabhi 6wa din gurney k bad 7way din ko bhi esa hi hota phir 8way din nahi hota isi tarha kabhi 7 din guzr jaty hn or kabhi 5 din tak hi rahty hn jis ki waja se mje roz rzo ghusal karna parta is dar se k namaz qaza na ho jaye h me bohat pareshn hun mje samj nahi ati k ma kitnay din wait kar k ghusl karun plz rahnumai farmaye?
Q: Mera sawaal ye he ke meri beti jis ki umar 12 sal hy us ko periods start ho gai hain masla yay hy ky wo abhi Qur'an paak parh rahi hy to is doran wo kaisy parhy please jald answer ker dain.
س: اگر لرکی نےبازو کے بغیر اور ایسے کپڑے پہنے ہوئے ہیں جو ادہی ٹانگوں والے ہیں توکسی عورت کا اس کی طرف دیکہنا جائز ہو گا اور کیا عورت کا نامہرم مرد کا چہرہ دیکهنا جائز ہے اور اس نامہرم مرد کا کتنا بےپردہ جسم دیکهنا جائز ہے
Q: Meri sawaal hai ke apne cousins se parda karna chahiye ya nahi agar wo age mein mujh se bade ho ya choty to kiya on se parda kerna chahiye ya nahi? Ayk aur sawal apne maasi ke husband se parda kerna chaiye ya nahi?
س: عورت کے ھاتھ اور پاون پردے مین شامل هین کیا؟
Q: Periods mei janabat ka gusul kar sakte? Mujhe periods huwa tha 1st day tha mujhe pata nahi chala phir jab hum farig huwe mai ne dekha periods hai. Ab mai janabat ka gusul kaise karoon?