Shohar talaaq ka poora joomla na kahe to kiya hukm he?
Q:
1. Agar husband doran-e-guftgu bina larai jhagray or niayat k ye kahay "tumhara mera koi rishta" or bus ruk jai, nahi ka word b na bolay.
2. Agar shohar wife se kahay k agar tum ne ye kaam kia to tmhara nuqsaan ho jai ga. aur nuqsan se murad talaq ho to kia hukam hai, agar wife wo kaam kr le to.