Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Agar kisi ke walid (baap) ne apne bache ko bad-dua di ho aur sath me ye bhi kaha ho ke bap ki bad-dua wapis nahi aati, aur uska bacha shadeed bemaar ho jata hay aur kafi elaaj karane ke bawajood koi hal nahi hota. To aesi soorat me kya, kya jae? Agar bap ki bad-dua wapis nahi aati to is mushkil se kese nikla jae?
A: Auhaam ki taraf dhiyaan ne do ne le jaaye. Bachcha du`aa kare. Aur walid aaindah kabhi kisee musalmaan ko bad-dua ne kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: