Talaaq ke baare me shaq owr subuhaat

Q: My question is I went to the other room where my daughter and husband was sitting I just opened the door he just turn on the heater to warm up the room he shouted at me that come in and shut the door I closed the door but culdnt properly shut then he shouted more then I shut it properly he started speak I was silent actually we r expecting for visa so am telling whole story that u understand so ma room as baat kiya bagaire Barton utha k janay lagi tu kaha ab baat kiya bagaire ja rahi hon tu ma na kaha k ma app as baat nahi kerny ayi thi tu bas start Ho Gaya he said ( kam Ho tu Jaan jhotay matlab visa lagnay ki baat Ho rahi ha kaha kam Ho tu Jaan jhotay or phir kahi or zindgi start ki jaiya waisay b tum rehnay ky qabil nahi rahi kaya maray palay per gayi ha ma chup chap darwazy per khari Ho ker sunti rahi or Roma start ker diya kyn k mujy itna kuch suna para jb k koi itni Bari baat b nahi Ma apni beti Ho ly ker dosray room mein aa gayi aur wo boltay rahay mujy clear awaz nahi aa rahi thi ab 2 sawal hain ju baat maray Samany hoiyi kaya un baton sa koi farak parta ha dosra Jin baton ki awaz mujy nahi ayi clear tu un ky baray mein ma kaya sochu kyn ma buht prashan hon pata nahi mufti sahib meri zindgi ky sath kaya Ho raha ha please guide me.

A: Aap shak aur shubah ki taraf dhiyaan ne de durood shareef parhte rahe aur namaaz waqt ke oopar parhe and subuh shaam Qur'aan ki tilaawat kare aur Fazaa'il-e-A`maal ki taleem be rozana kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)