Larki ke bare larke se khush nahi

Q: Mei kisi se 5 year se bahut piyar karti ho wo bhi bahut karte he. Wo mere mamu ka beta he. Mamu ki taraf se 2 baar rishta bhi aya tha but jab hamare ghar wale agree nahi hoa but ab mamu ko paralise ho gaya hai and mumani ko mei bilkul nahi pasand. Mumani uski shadi kahi aur kara rahi hai hum dono bahut piyar karte he hamne ishtekara bhi karaya hai wo bhi bahut acha aya hai. Aap mufti sahab koi wazifa bataiye jisse mumani ke dil me ajai.

A: Jab aapke bare usko pasand nahi karte to usko choro. Jhagre aur larai ki soorato ye musalmaano ka tareeqah nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)