Waalidain ke razaamandi nikaah ke maamle me

Q: Agar larka or larki nikaah ki niyyat se teen janne wale aqilo baligh logo ke samne unhe nikah ki niyat batae bagair bato bato men nikah karen or kahen ke (larka puche k 'tumhe is mehar ke sath nikah qubool he?' Or larki 'han' kahe aese hi 3 se 4 bar kahen or un aqilo baligh logo ko mutawajja krte batae ke larki ko nikah qubool he or unhe mutawajja krte hue larka ijab kare or larki qubool kare to kya wo nikah hojaega? Or wo teen log nikah ki niyat na jante hue bator gawah shamil hojaenge? Please jawab zurur dijiega.

A: Shaadi aur nikaah ka mu`aamalaat ke saath bari nazaakate hoti he, apne waalidayn aur baro ke baghayr khatraat aur museebate hoti he. Lihaaza unki razamandi aur salaah ke baghayr koi kaam ne kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)