Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Janaab mufti sahab, boy ki age 9 saal hai 2 saal pehle uska taqriry nikah howa tha. Girl jawan hai ab us ka baap apni daughter ki shadi kisi or ke sath karwana chahta hai. Us keliye kya hukam hai?
A: Agar baap ne apni bethi ka nikaah karaya to larki is nikaah ko faskh nahi kar sakti he jawaan hone ke ba`d.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: