Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Kya maan oar baap pe kharch karna bhi sadqa main aata ha? Oar kya sister jis ko divorce ho chuki ho lakin wo job Karti ho, kya us per ya us k bachoon per kharch sadqa main shumar ho ga? Masjid main jo pesay ya carpet ya koi oar cheese jesay actually wagera lagwa dena kis zumray main aaata ha.
A:
1. Jee ha. Hadith Shareef me aaya ke agar aadmi apni upar ya apne ghar waalo par kharch kare, to usku sadaqah ke sawaab milega.
2. Jee ha.
3. Musjid ke carpets lagwaane ke lia aap lillah de sakte, zakaat nahi de sakte.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: