Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Mera sawal ye he k islam me aik aisi aurat k liye kya hukam he jo banjh ho mard ko aulad na de sakti ho our phir zid kr khawand ko majboor kia ho k dusri shadi shoher na kre..aisi aurat ko mazeed nikah me rakhna theek he ya nahin?
A: Rakhne me koi haraj nahi. Lekin usko is qism ka mutalaba karne ka haq nahi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: