Q: Meri shadi ko 2 saal hogye hn or mera ak beta hai ak saal ka. Mere shohar shadi se phele hi ak shia ladki se milte the 10 saal se us se talluk rakha huwa hai. Parents ki zabardsti se mujhse shadi to karli lakin ab wo mujhse koi talluk nhi rkhte. Wo larki unko force krhy hai k mujhe chohr de wo. Lakin apne parents k dar se wo mujhe nhi chohrte. Mre susral wale b unko kuch nhi kehte q k wo unse b battamizi krte hn. Mujhe mera koi haq nhi dete. Or us larki se har tarhan ka relation rakha hua hai. Mujhe bataen k me kia karon. Kia me apne shohar ko chohr don?
A: Agar woh aapse i`raadh karta ho aur haq talfi karta ho aur ba wajood samjhaane ke uski sarkashi bhar raha ho to usko kehdo ke woh aapko talaaq dede.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: