Tijaarat aur us ke mutalliq masaail

MegaTypers se paisa kamaana

Q: Aik website hai MegaTypers ke naam se yeh website hamain Captcha enter kerne ke paise dete hai Captcha images per aise lafz ya numbers lekhe hote hai jinhe hamain dekh ker enter kerne hote hai (FBgjt453) aise lafz ya numbers hote hai inhe Captcha kehte hai yah website hamain 1000 word images enter kerne per $0.45 dollar dete hai or in 1000 word images enter kerne ke bad har 1000 word images enter kerne per $1.5 dollar tak barh sakte hai or kaam shoro kerne se pehle or kaam shoro kerne ke bad yeh website koi pese bhi nahi lete sirf account bana ker kaam shoro kerna hota hai to kia aise paise kamana jaiz hai ya na jaiz...

Dokaan me shirkat

س: میرے دوست کی دوکان ہے جس میں روپے لگانا چاہتا ہوں میں نے اس سے کہا ہے کہ آپ مھجے میرے روپوں کا مناسب معاوضہ یا نفع دے دیا کرو.آپ کو جس مہینے نفع نہ ہو میں نہیں لوں گا.میرے اور اس کے درمیان جو نفع طے پایا ہے کیا یہ درست ہے.اب وہ کسے حساب کرتا ہے میرے روپوں سے کیا خریدتا ہے وہ ہی جانتا ہے دوکان میں میرے روپوں کا الگ تو سسٹم بنانا مشکل ہو گا روپوں تو ساری دوکان میں استعمال ہوں گے شکریہ

Showhar biwi ku mana karna apne hisse lene se

Q: Mere walid apni jaydaad me mera hissa dena chahte hain. lekin mere shohar mujhe lene se mana karte hain. kyun ki dono me thoda an ban hai. main lena chahti hoon kyun ki mere shohar ke sar par bahut qarz hai aur hamare pass apna bilkul kuch bhi nahi aur bachchi bi baligh hai main kludge keep liye kuch nahi chahti shohar ke pareshaniyan baantna chahti hoon. kya agar maine mera hissa liya to gunehgar ho jaaongi? ya qarz ke rehte Allah na kare mere shohar ku kuch bi hua to wo gunehgar honge?

Discount ka paisa ko rakhna

Q: Agar koi project ka ittafak hoa k itni price ka ho ga bad me payment kartay waqt discount mil gya wo paisa jo discount mila kia wo rakh sktay hain matlab invoice 500 ki bani or lene walay ne 450 le liay kia 50 jo discount hai wo rakh sktay ya company ko dena ho ga?