Tijaarat aur us ke mutalliq masaail

Academic writing se kamaana

Q: Mai ne ap se pochna tha ke academic writing se hny wli earning halal ha ya haram Is mai ye hta ha k angrez apna school ka homework khud nai krty yha pakistan mai log unko kam kr dty hain orangrez unko paisy de dty hai phr wo apny teacher ko apna honework submit kra dty hain apna nam oper likh kr to is tra is mai jhoot or dhoka aa jata hai to kia ye earning haram ho jai gi?

Commission lena

Q: Mufti saheb mera sawal yehiki my ek teen star hotel me store manager hun our meri salary bohat kam hi is mere jaririyat pure nahi ho pathe kya mai comission lena jaiz hai? Managment yeh sounch kar muje kam salary dethi hai ke muje comission miltha hai kya my comission lena jaiz he?

Jhoota bill banaa kar paise lena

Q: Mere miyan jis company main job kerte hn wahan khane k 30 riyal roz milte hn jo pore commissioning mn milte rahen ge.jo bill dekha k liye jasakte hn.bill kise bhe hotel ka ho wo check nai kerte. Mere miyan perheze khana khate hn to wo gher se pakwa kr lejate hn.or wo paise wusol nai kerte jb k or log bhe gher ka khana le kr ate hn pr wo jhota bill apne traf se bna kr dekha dete hn.ye baat secretory ko bhe maloom ha pr comapny ke policy ye ha k app bill k bagher paise wosool nai kr sakte. Pochna ye hai k jhota bill dekha kr paise liye jasakte hn kia ye jaiz ha?

Cheap products ka khareedna

Q: Ab all over world me aur specially Pakistan me China ki products agae hn from vegetables to cars and mobile phones in normal rates. China ke products me paidari nai hoti hai everyone knows and kharab hojae to repair nai hote again to muje bataen kia aese products use karna jaiz hai jiske bare me hum jante hn but for cheap rates we are buying everything from China?