consulting parents

Making a proper investigation of the person one intends marrying

Q: I know one should not entirely rely on dreams when taking a decision for Nikaah and rather should make mashwarah. I do respect this process, however, as sometimes Allah Ta'ala guides one through a dream in response of the istikhaara, I need to know the significance of the dream. On the 5th night, I saw the following before Fajr time begins (like 1 or 2 hours before). (I may have forgotten some other details of the dream). I saw the girl's mother. My nose was bleeding and I noticed that the front hood of my car was damaged (while in reality it has no damages), as if the car had had an accident with another car.

Allah Ta'ala ke faisle se sub kuch hota he

Q: Maine khwab dekha ke mai sab ko mera daya haathh uthakar pur jush se keh rahi hu ke tumhe kya malum ke Allah ne hazrat suleman alai salam ko hawao me badshahi di thi.Aur samne suleman alai salam hai shayad aisa lag raha hai.Aur uske baad mai ne dekha ke mai ek room me bed pe kuch taklif se leti hui hu wahi room me bazo ke bed pe mere nana lete howe hai.Aur uske baad azaan huwi aur mai namaz ki taraf uth kar ja rahi hu.Uske baad maine dekha ke mere ammi abbu mujhe aur mere chote bhai ka haath mere haath me haiham road pe aage aage bhag rahe hai. ammi abbu hamare piche road pe hamko pakarne ke liye bhagte aa rahe hai.aur mera accident hote hote bacha aur mai cycle par gir gai.fir ammi abbu mujhe uthakar ghar lekar gai.plz jald khwab ki tabir bataiyye

Nikaah ke maamle me maa baap ke saat mashwarah karna

Q: Me jis insan se pyar karti hon aur hum donao ne shadi ka faisla bhi karliya hai. Phir hum donao may bahut sare pareshani aarahi hai. Mere khala jo is rishte ke khilaf hai wo rokawate paida karrahe hain. Mera khwab a hai k jab wo larka mujhse milne aarahe hote meri khala wahan aajate, aur unhe dekh kar hum donao nahin milpate, aur wo hamare ghar zabardasti aajate hum koi bhi unhe nai rooksakte. Thodi der baad my wo larka jis se mera rishta hone wala hai aur ghar pe sare loog khana khane baithe the tabhi hamare khala aajate aur wo larka ko gussa aajata wo khane se uthkar mujhe wapaas bula k apne ghar chale jate.

Mother not being pleased with the girl one wishes to marry

Q: My mum is refusing to marry me to a woman because she didn't find her pretty and she didn't like the girl's family. She says that they are dangerous and that the girl is not good (not respectful). But I know from mutual friends that the girl is righteous and she does her best to follow Islam, even if she doesn't wear Hijab. My mother had heard from a lot of families here that the girl's family is quite special and she doesn't like that. So she is arguing with me to not marry this girl. What should I do? I know from personal sources that the girl's family won't give her hand to me if I don't come with my whole family. Please tell me what should I do?

Khwaab ki ta'beer

Q: Mai nikaah istekhaara ki soyi fir fajar ki namaz k baad bina bat kiye sogyi ho mai khawab mai dkhti ho k troly se chawal godam mai jaray hamray chawal b wahi hai waha godam mai dalray to chawal niche gir gye koi kheh raha hai uthao mat phele Barr yaha aye to niche gire hue chawal shatain khata hai butbwo chawal white bakri kharahi hai for wapas jahrahi to darga k upar chote bache mujhe pukar rahe Mai waha se ek saheb k pass gyi to saheb khehray k boyfrnd sy pershani hoi Mai no kha baat nai karay w/o mujhse for bole k 50 kotmir ly kar ana Mai 50rs bache ko di bacha kotmir ladya aur s aheb koi naat lagaye fair Mai waha se bathar ayi to 2ladkiya hai ek ladki hari bhaji laykar pandabbay se cover li aur w/o cover path a hua hai bhaji girrahi pir main na cover di usko.

Istikhara for marriage

Q: I did istikhara twice. In my first istikhara first I got stuck in the traffic on the bridge and then I reached to the kaabah with my family members to perform tawaf. But in the second istikhara, I saw my self going with family members on the way to perform umrah (I was in abaya with my mom and my family members, brother and dad were in white ehram) and I saw maroon car passing in front of our car and and I was shouting because of the fear that maroon car would hit our car (in istikhara) but it didn't hit and I became happy that we have been saved so is this dream good or not? My heart feelings are good about the person but I don't know the situation seems to be difficult to marry him.

Rishte ke baare me maap baap khush nahi

Q: Mere ghar ek rishta aya lekin us k liye abi mere waldein na razi hyn lkn jb mene khud us rishte k liye istikhara kia aya ye rishta hoga k ni to mene dekha k...tuloo e mashriq hy aur bht sari garian road pr ja rahi hyn.me dekhti hun k ek gari mein mein bethi hun aur mje aesa lag raha he jese me kisi bht bari shakhsiat k sath bethi hun aur mje lagta he jese poori garion k jhumand mein mera sb se zyada protocol he.. me us me apne cousin ko b dekhti hun wo b jese mjhe hii dekh rahi ho hasrat se... bara e meherbani is khwab ka sahi bayan dijiye.