Sunnat kya he?
Q: Sunnat e Rasool (Sallallahu Alayhi Wasallam) kaya hai? Kaya nabi pak (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke ahadis our apne zati amal hi hadis hai. Agar kesi sahabi ne app ke suhbat me koy amal keya ho our app us se khosh howe ho ya mana na keya ho to kaya ye amal bhi sunnat nahi hai? Our kaya khulfa rashedin our azwaj ka amal our farman bhi sunant nahi hai?