Mutafarriqaat

Tawbah ke baare me wasaawis

Q: Mein apny gunahoun pe sharminda hun. Mujhy sukun nahi ata. Dar lgta hy Allah maf nah krenge. Ek taraf dil krta hy taubah krti rahun gunahoun sy bachoun to mafi milegi. Pr lgta hy Allah maf na kren. Mein chahti hun imaan mazbot hojae mjhy sukun ajae. Ap he kuch btayen imaan ki mazboti k lye.

Saas ke saath achcha sulook rakhna

Q: Mera swaal hay mere saas ed me kapre dilaya  mene ed me phena nahi mere ami ne dilaya wo pehna   meri saas  ne bola ab tumko kabi bi koe chiz nahi dugi  to mofti sahab meri saas ko guna hoga or bartan kare mere se dulati hai kam wali masi nahi rakhti  meri saas mera usband achaa khsa kmata hai meri saas ko guna hona ke nahi?

Mard ke lia pairon mein mehndi lagana

Q: Main Ye Janna Chahta Hoon Ki Kya Mard Ke Liye Pairon(feet) Mein Mahndi(henna) Lagana Ja'iz Hai. Main Darul Uloom Deoband Ki Website Par Fatwe Pardh Raha Tha, Aur Usmein Ek Fatwe Mein Likha Tha Ki Mard Ke Liye Apne Hath aur Pair Mein Mendi Lagana Makrooh Hai. 

link- http://www.darulifta-deoband.org/showuserview.do?function=answerView&al…

Lekin Mere Ek Dost (Jo Khud Aalim Hain) Ne Mujhe Btaya Ki Mard Pairon Mein Mahndi Laga Sakta Hai. Is Bare Mein Wazahat Karein Ki Kaunsi Baat Durust Hai. Ya Is Mas'ale Par Ulama Ka Ikhtelaaf Hai?

Birthday manana

Q: Larki ko birthday k din kya karna chahiye? Kya uska birthday celebrate kiya ja sakta hai or birthday gift dena chahiye ya nahi? Agar ha to bobi ko kis tarah ka gift de sakte hai?