Wudhu ke doran badan ko sukhana
Q: Agar koi shakhs wudhu karte huwe chehra, bazu ko dho le aur masah karle aur phir apne jism ko towel se sukha le aur sukhane ke baad apne paun ko dhoye to kya wudhu hojae ga?
Q: Agar koi shakhs wudhu karte huwe chehra, bazu ko dho le aur masah karle aur phir apne jism ko towel se sukha le aur sukhane ke baad apne paun ko dhoye to kya wudhu hojae ga?
Q: Kya wudhu ki haalat mein kuch khaane ke baad kya kulli karna zaroori hai namaz parhne ke liye?
Q: Ghusal ke doraan, peshab ke qatre nikalne se wudhu do baara karna pare ga ya ghusal hojaye ga?
Q: Agar koi insaani balon ki wig laga kar wudhu kar ke namaz parh le to kiya namaz hojaye gi?
Q: Agar payjama ko latrin lag jaaye aur ham usse do din baad dekhe aur jab ham ne isse saaf kiya toh iska nishaan nahi jaa raha tha ham ne acchi tarah se doya toh kya ab ye pehna jaiz hai nishaan rehne ke bawujood?
Q: Kiya gloves pehen kar suwar ka gosht ko haat lagaya ja sakta hai restaurant pe?
Q: Agar kisi per gusal faraz huwa ho lekin un ke body ke kuch hissa per pati huwi ho ke pani nahi ponch sakta waha tak to phir kaisa gusal kara ga?
Q: Jaise me ghusal karti hu is tarah ghusal hojata hai?
Mera tareeqa is tarah hai ke me pehle dil me niyyat karti hu phir me 3 dafa hath dhoti hu jahaa gandagi ho wo jaga dho leti hu tango wa ghaira par pani baha leti hu us ke bad me naha leti hun sabun shampoo wa ghaira ke sath phir me wazu karti hu aur phr 3 3 dafa kandhon par aur sar par pani dal leti hu kiya ye saheeh hai?
Q: Wudhu ke bad ya kisi bhi moqay par shahadat ki ungli asman ki taraf uthane ki ijaazat shareet ke mutabiq jaiz he ya na jaiz?
Q: Agar aap ka beemar ho aur aap ghusal nahi kar sakhte to aap ko kiya karna chahiye?