Tahaarat

Wudhu ke baare me shak

Q: Me jab naya wudhu karti hoon mujhe lagta he ke mera wudhu theek tareeqe se nahi huwa ya to wo toot gaya he aur me dobaara wudhu karti hoon. Baar baar wudhu karti hoon. Namaaz parne ke liye jab bhi khari hoti hoon to aisa lagta he ke mera wudhu toot chuka he. Me kya karoo?

Kapre najis hone me shak

Q: Mera sawal ye he ke jab bhi me sink/basin se haath dhota hu to kuch cheente kapron par aajati he, jis jagah cheente aate he me jab us jaga ko geela hath kar ke paak karta hun to is hath se paani ke kuch katre kapron par gir jaate he to kya mere kapre najis ho jate he?

 

Peshaab ke cheente

Q:

1. Me aksar khuli jaga me istinja kerta hoon jis say kabhi kabhi peshab ke halke cheente urte hain jo ke nuqtah ki tarah hote he kapron par. Is me napaaki aur paaki ka kya hukm he?

2. Mazeed ye he ke kitni miqdaar peshaab ki kapron ko napaak kar deti he?