Aankh ke andar ku dhowna wudhu me
Q: Kia wudhu mein ankh ko andar se dhona zururi hota hay ya nahi?
Q: Kia wudhu mein ankh ko andar se dhona zururi hota hay ya nahi?
Q: Kabi kabi jab koi insan hansta hay to ankh se jo pani aa jata hay kia us se wuzu toot jata hay?
Q: Mera sawaal ye hai ke ihtilaam ke ba'd ghusal karney ka tariqa kya hai?
Q: Mera ye sawal hai ke agr chaar paai par ihtilaam ho gaya to chaar paai ka bistar badalna ya nahi?
Q: Kiya wudu se pehle istinja zururi karna hota hay?
Q: Kya aurat ka wuzu beghair dopatay ke ho jata hai jaisa ke aurten dopta sar se utaar ke wuzu krti hn? Or doosra sawaal ye he ke kya ghair mahram ko daikhnay se wudhu toot jayega chahe ghalti se ya jan boojh ke dekha jaye?
Q: Mera sawal ye he ke agar ghsal karne ke bad phir se mani ya mazi nikle aur namaz ka waqt qareeb ho to kya karna chahiye?
Q: Mushtzani ke 20 minute baad main ghusal karta hu lekin mani ke kuch katre dheere dheere karke aate rehte hai aur ghusl ke baad tak aate hai to kya is soorat me ghusl nahi hoga? Aur agar hoga to katro ki wajah se namaz me koi khalal to nahi parega? Katre sirf 4 ya 5 boond me hi hote hai.
Q: Meri pareshaani ye he ke mera wudhu baar baar toot jata he. Kabhi aysa bhi hota he ke me wudhu kar rahi hoti hon or toot jata he. Me ne parha tha ke agar aysa masla ho tu ayk baar wudhu kar ke namaz parh le. Meri aadat he sobah fajar ke baad me quran parhti hon or ishraq parhti hon. Agr me ne fajar se pehlay wudhu kia or fajar ki namaaz parhi or os hu wudhu se quran bhi parh liya or ishraq bhi tu kiya ye theek he ya mujhay teeno ibadaton ke liye alag alag wudhu krna chahiye?
Q: Me ye jaanna chahti hu ke kya ghusl ke waqt sar pe paani daalna bahot zaruri hai? Kyunke meri abhi shadi hui hai aur har roz thandi me baal dhone se khaasi aur thandi hone laga hai. Kya islam me iski koi riaayat he?