Marrying a bid'ati
Q: Can a Sunni girl get married to a bid'ati guy(dariqah).
Q: Can a Sunni girl get married to a bid'ati guy(dariqah).
Q: Mera sawal nikah k baray me hy k agr larka larki betay hon or 2 gawah ho, or larka gawaho k samnay larki se kahe k itnay mahar k iwaz tmse nikah krna chahta hon kya tm mjay nikah ki ijazat deti ho, or pir jb larki 3 dafa han kahe or pir jb larka 3 dafa ye kahe k me falana bin falana itnay mahar k iwaz tmhe apni nikah me qabool krta hon to kya nikah hojata hy, matlb jb larka ye kahe to nikah hojata hy ya pir iske bad larki ko b kehna hoga to tb hoga nikah ???
Q: Hum aap ku ye phoochna chahte hain hame rishte aate hain lekin pasand karte hain badmain kuch aisaa hi jata hain wo reject karte hain bataye hum kya kare.
Q: Kia biwi ke paoon choomna jaiz hay islam main? Gunnah to nahi he?
Q: Mostly log apni daughter or son ke liye khandani rishta chahte hai inme se kuch log aise hai jo zid or riwaaj or ghamand ki wajah se aisa karte hai magar kuch log aise hai jo ye samajhte hai ki khandani logo mai sharm lihaaz akhlaq ache hote hai isliye ye log chahte hai ki khandani rishta mil jae to kya ye bhi galat hai ?? hai to kyu nahi hai to phir rawaiyya kya hona chahye is bare mai..
Q: Main apni cousin k hawaly se kch puchna chahti hoon...wo apny taya k bety se shadi krna chti hay r wo larka b yhi chahta hay r usky father bhi razi hain lkn uski ami uski shadi apny bhanjy se krwana chti hain r ab jab rishty ki bat chali tw unhn na ye kaha k taya k bety se nikah nhi ho skta qk m na bchpan m usy ik bar dudh pila diya tha...kindly iska hal btaen? ye bat unhn na ab btai h phly ksi ko kch pta nhi tha...kya un dono ka rishta hoskta h ab?
Q: Agr koi lrki nikah namy pr dastakt kr dye bs kabool ha na kahy kya us ka nikah ho jye ga?
Q: Rukhsati k bina nikah kab tak jaiz hai or kitna time rukhsati delay ki ja skti ha.
Q: Ladki ki shadi ke liye walid ka razi hona zaruri h to kya ladke ke liye bhi walid ka razi hona zaruri hai jisse shadi ho he nahi sakti.
Q: Shadi se pehle jis ladki se sex kiya ho usi se nikah jaiz hain