Hindu se shaadi karna
Q: Me ek Hindu ladki se shadi karna cahhata hu. Please aap dekh lijye ki wo mere isthekhare me ha ya nahi.
Q: Me ek Hindu ladki se shadi karna cahhata hu. Please aap dekh lijye ki wo mere isthekhare me ha ya nahi.
Q: Kia phope ke bety k bety sy nikah jaiz he means abo ke behan ke bety ke bety sy?
Q: Agar bacha bemari ki waja se doodh na peye or orat ko breast mai doodh jama hone ki waja se pain hone lage or mard doodh suck ker k nikal dai halaq se neche na utare. To is ka kia hukum hy aesa kiya ja sakta hy ya gunah hoga?
Q: Wazahat sy rahnumai farmaiay ga. Kia deen may esa hy k jb orat kisi ki bivi bn jati hy to oski izzat khatam ho jati hy oski hesiyyat londiyon sy b bdtar hoti hy? kia deen islam ye kehta hy k bivi sirf bistar l liay hy osy kutton ki trh bs roti daal do or dum hilati rahay sari zindagi auaral may? jb k gharelo maamlat khawand ki tankhowah jama kharch jorna banana ya lutana srf amman or shadi shudah behnon k ikhtiar may hy? Pakistan jesa susrali joint family systm jahan kai ghair mehram mard orat k sr pr mandh diay jatay hn kia jayaz hy?kia orat ka huq nhi hy k oska sathi mukhlis eemandar dukh sukh ka sanjhi ho.or sb sy aakhir may bivi bachon ka huq maar kr sahib e hesiyyat shadi shudah behnon pr is trh lutana k wo or on k bachay roz naye naye jootay kapray pehen sakain on k parlors k kharchay chal sakain jb k bivi cheetharon may ghom rhi hy or osko koi sukh muyassar nhi kia khawand ka ye rawayya huq bajanib hy k wo kuch paisa jor kr bivi k sr pr aik chhatt tk nhi deta or osay joint susral may aik tng sy kamray may olaad samait tarpa raha hy. Plz mjy ye bata dain k nandon saas or suaral ki makjariyon or chalon k baray may islam ya sunnat kia kehti hy?ya itna nazuk pehlu tishna chhor dia gia hy.saas or shadi shudah nandon ki miyan bivi k beech kis hd tk dakhal andazi honi chahiay?
Q: Meri bari behn ne or mery chacha ky beta ne mery maa ka daodh pia ha hum 4 behn bhai ha in jis me meri bari behn 1 number par ha or me (Zeeshan) 3 number par ho or mery chacha ky 6 bachy ha jis me wo larka phly number par ha or doosra beta (Kiran) 4 number par ha ab msla ye ha ky me (Zeeshan) or Kiran ka nikkah jayez ha ya nhi?
Q: Kiya aurat apnay husband ka uz-e-khas ko pakar sakti, agar hain to is mai koi gunah to nahi hai?
Q: Mera nikaah 4 saal pehle hua hai. Nikaah se ik raat pehle mujhe wet dream ayee aur semen nikal gayee. Mene osi waqt apne aap ko wash krlia lekn pura naha nai saka matlb pura ghusl ni krsaka q k muje bht tez bukhar (fever) tha aur bht zyda gala kharab tha to kia mera nikkah sai hai? Mera nikaah hall mei hi hua tha.
Q: Kya murd aur aurat (husband aur wife) rat ko ghar ke chat par so skty hain ya nh?
Q: Agar kisi talaaq yafta larki se nikaah ker lia jaey (ijab-o-qabool) k sath awr gawah ka bandobast bad main kerney ki niat ker li jaey tu is main koi gunjaesh hey. Gunaa se b bachna hey awr kisi terh se nikaah b kerna hey.
Q: Please mujhe batahey ke gher kafoo(غیر کفو) main shaadi ka kya matlab ha?