Biwi ki sharamgaah par haat lagana
Q: Mera sawaal hai ke biwi ke sath hambistri karte waqat marad agar hath sy biwi ki sharamgah kao massle tao iss ke bare main koi sharan qabahat tao nahi?
Q: Mera sawaal hai ke biwi ke sath hambistri karte waqat marad agar hath sy biwi ki sharamgah kao massle tao iss ke bare main koi sharan qabahat tao nahi?
Q: Kia shohar apni bivi ke sharamgah main ungli dal sakta he?
Q: Mujhe pehli raat ka poora mamla batayen ki kamre me dakhil hone se lekar jima karne uske baad ki kya sunnat or tareeqa hai. Mene suna hai ki miya biwi dono do rakat namaz parhe or miya imamat karta hai...or biwi ke peshani kr baal pakad ka koi dua padhta hai... Is ke bare me tafseel se batayen meri shadi jald hi hone wale hai.
Q: Pasand ki shadi islam me jaiz hai? Agar jaaiz hai to koi wazifa bta dein.
Q: Nikah k waqt larki walay nikah nama me condition likhwatay hen k larka larki name per 10 marlay ka makan dey ga, dosri shadi ya talaq denay per 5 lakh ada kray ga. kia ye islam me jaiz ha?
Q: Shaadi ke liye parents ki permission lena zaroori hai ya nahi?
Q: Aik question he aapsy. Agr bap bachon ke shadi is lye na kr raha ho kay caste mn e krni hy, ar bachon ke umar niklti ja ri ho to asy mn kia krna chahye?
Q: Mujhe urgently answer chahye please. Mai boht pareshn hu mera nikkah eik saal pehle huva lekin jab imam sahab ne mujse pucha ki kya tmai kabol hai maine teenu bar ha bola par zehan mai kuch aur baat thi lekin maine puray dil se signature kiya nikkah nama pe.... Dosri baat nikkah pe shak karne se toot tou nai jata.
Q: Kia waleemah ka khana 60 persons ku khilna chaye? Is its compulsory? Owr Qur'an ya ahaadith me is ka zikar ha?
Q: Mai apse puchna chahti hun k agar larki shadi k lye raazi na ho toh kia usky sath zabardasti karna theek hai? Agar larki 18 saal ki ho or ussey larka pasand na aey uska dil na ho waha rishta karne ka toh zabardasti rishta karna theek hai?