Rukhsati se pehle mia biwi milna
Q: Mera sawaal ye hey ke nikah ho jaye, phir rukhsati na ho us duran main bivi mil sakty hey kia?
Q: Mera sawaal ye hey ke nikah ho jaye, phir rukhsati na ho us duran main bivi mil sakty hey kia?
Q: Jab larki ka mansaes khtam ho jay ur woss nay gusal na kea ho tab shohar mubashrat kar skta hey?
Q: Mera swaal ye hai ke agar aik aurat apni talaaq honay ke teesray din bad hee jazbaat me aakr kisi or mrd se nikaah kr le to kya ye jaiz hoga? Nikaah mana jae ga? Kanooni tor pr to regestrd nhi hoskta mgr shrah kya hukum daiti hai?
Q: Meri shaadi ko 5 saal hogaey hain or meri 2 betiyan hain. Mere haan teesri khush khabri hai. Mere husband abhi aulad nhe chahtay. Iski wja ye hai k meri choti beti abhi 15 maah ki hai wo kehte hain k bht choti hai abhi ye beti. Dusra ye k wo zyada terr mulk se bahir rehte hain jiski wja se wo zyada time nhe de paey meri pehli 2 betiyoun ko or mje b nhe. Wo kehte hain k ab main tm logon ko time dena chahta hon. Mere sath b bht kum time guzra hai unka. Meri tabiat theek nhe rehti pregnancy mein. Bht tough guzerta hai sara time. Bed rest pe hoti hon isse ghar mutasir hota hai. Or hamari kafi lerhai rehti hai is pura time. Mere husband or main pareshan hain bht. Ap btaen is soort-e-haal mein hmain Islam kya kehta hai. Kya mje isko chalana chahiye ya rok dena chahiye? Hum ehtyat kr rhay thay phr bhi hogya. Ab kch nhe ho sakta? Abhi shuru he hai bus. Abhi pta chala hai mje kal raat he.
Q: Mera sawal he ke mard apnay zakar se biwi kay breasts kay sath sex kar saktha aur discharge bhi kar saktha hay?
Q: Biwi ke saath hambisrti kar raha tha peachy se agly hasy me to achnak peachy waly hasy me thora sa dakhil huwa lekin janbuj kar nahi dala. Kya ye guna he agr he to is ka kufara kya he?
س: میری فیملی میں کزن ہے اس نے اللہ اور نبی ﷺ کہ بارے گستاخی کی تھی۔ پھر وہ نکاح سے پہلے تائب ہو گئی۔ یعنی جس دن اس کا نکاح تھا اس نے اسی دن توبہ کرنے کہ بعد نکاح کیا۔ لیکن کلمہ شہادت اس نے زبان سے مکمل ادا نہیں کیا ۔۔ کیونکہ کچھ لفظ ایسے تھے جس پر اسے وسوسے آتے ہیں ۔ یعنی لفظ کچھ اور ہے اور اس کا مطلب اسکے ذہن میں کچھ اور آتا ہے . اس لئے اس ڈر کہ باعث کہ کہیں گستاخی نہ ہو جائے اس نے آدھا کلمہ زبان سے ادا کیا اور کلمے کا دوسرا آدھا حصہ ( یعنی جس پر وسوسے آتے ہیں ) دل ہی دل میں پڑھا۔ اور نکاح کر لیا ۔ اس طرح اسکا نکاح صحیح ہے ؟؟؟ جزاک اللہ
Q: Agar biwi faut ho jaye to haq mahr kese ada ho ga?
Q: Mera sawaal ye ha ke ayk larki kisi dusray larkay se peyar krti ha or usi se shadi krna chahti ha lakin us larki ka abu zabardasti us ka nikah us ke cousin ke saath kar deta or abi us ki ruksati nahi hoi. Ab wo larki bager talaak ke jis larkay se peyar krti thi us se nikaah/shadi kar sakti ha?
Q: Ayk mard owr ayk aurat ne mobile mein mojood Quran-e-majeed par hath rakh kar aor khuda ko wah bana kr ek dosre ko mian bivi ke tor par qabool kia, na koi mard gwah aor na kisi aurat gwah ke samne. Kia aisi surat mein wo sharee mian biwi ho gai he ya proper treeqe se nikah ka hona zuroori he?