Ayk awrat do mardo se shaadi karna
Q: Kia ayk orat (do mardo) se shaadi kar sakti he ayk saath? Jaisa ke mard do shaadi karta he or os ki dono biwiya ayk sath reh sakti he. Iss tarah ki orat bhi kr sakti hy?
Q: Kia ayk orat (do mardo) se shaadi kar sakti he ayk saath? Jaisa ke mard do shaadi karta he or os ki dono biwiya ayk sath reh sakti he. Iss tarah ki orat bhi kr sakti hy?
Q: Agar larka or larki nikaah ki niyyat se teen janne wale aqilo baligh logo ke samne unhe nikah ki niyat batae bagair bato bato men nikah karen or kahen ke (larka puche k 'tumhe is mehar ke sath nikah qubool he?' Or larki 'han' kahe aese hi 3 se 4 bar kahen or un aqilo baligh logo ko mutawajja krte batae ke larki ko nikah qubool he or unhe mutawajja krte hue larka ijab kare or larki qubool kare to kya wo nikah hojaega? Or wo teen log nikah ki niyat na jante hue bator gawah shamil hojaenge? Please jawab zurur dijiega.
Q: Mera ek or sawal ye hy k me Afghani hn or me ek Pakistani larke se boht pyar karti hn taqreeban 4 ya 5 salo se or us k Ghar wale raazi hy lakin mere Ghar wale Ab razi nhi hy srf es waja se k WO Pakistani hy na k Afghani jb k WO n us k walid mere walid se mil chuke hy or unko zuban b di thi bt lakin mere walid hm se kuch or kehte hy means k nhi maan rahe or munkir hy apni zuban se BT massla ye hy k unko kuch nhi bolte means larke k walid call b karte hy to receive nhi karte na hi unko inkaar karte hy BT hmare Ghar me boht massla create karte hy mujse baat nhi karte bad dua dete hu meri ammi ko Dante hy etc or hm 6 behane or 2 bhai hy mera num 4 hy or ek Behan ki shadi hogai hy meri ammi n Mamu log raazi hy larke ko dekho chuke hu BT meri behane phele kehti thi k AGR larka hmare rewaaj pore karega n izzat se shadi karega to hume koi prob nhi hy or larka SB kuch maan raha hy har chez k liye raazi hu uski family b kuch nhi bol rahi BT Ab mere walid or 4 bahne apni bato se palat gaye hu or kuch dino se Ghar ka mahol kharab kar rakha hu muje baat baat pe sunate hy taane dete hu or muje baat tk band kardi hy or meri ammi se bola hu k apni beti se kaho k ek ko intikhaab kare matlb k ya larke ko chose kar k chali jaye n kbi b dobara wapis yahan na aye yaani hmsha hmesha k liye rishta khatam karde warna larke ko bhool jaue mera massla ye hy k me dono me se koi rasta nhi le sakti or meri halat boht buri hy dil me kharab batain ati hy koi rasta nazar nhi ata dil chahta hu k khudkhushi karlon BT ammi mere sath hy WO b boht pareshaan hy mere liye meri family kehti hu ammi se k us larke ko bula kar chup kar eska nikkah kar k bhejdo or kbi wapis na aaye BT meri ammi kehti hy k es me ruswayi hy coz meri srf ek Behan ki shadi huwi hu n do behane mujse bari bethi huwi hy engage b nhi hy TBI ye to boht sharam ki baad hy k do bari behne Ghar pe hy or 4 ki shadi kardon wo b chip kar or mere liye b darti hy k aage ki zindagi me muje taane milenge or shadi k baad mera koi maika nhi hoga Me jis se pyar karti hn usne aj tk boht help ki abbu ki n thori boht family ki or aj tk srf izat se SB karna chahta hu tbi meri ammi ne mujse wada kia hy k WO har haal me hmari shadi karwayengi BT baqi SB hmare khilaaf hy or kuch b samj nhi araha k kia kare me wazifa b karti hn or boht dua b k hmari shadi izzat k sath hojaye BT SB kuch bigar gaya hy boht ajeeb si halat hy meri ammi n Ghar ki TBI ap se guzarish hy k kuch rehnumayi kare or koi tareeqa ya wazifa waghera bataye muje ta k mera massla khair k sath hal hojaye.
Q: Kia hum nikaah 6 ya 3 ya 8 ya thore arsay ke liye kar sakhte han aur us ma mard aur urat mil skhta hai jaiz tarika say ya nahi?
Q: Mera ayk dost shadi kar rahe he aur use ham bistari ke bare me sharayi tarika pata nahi he. Usne muje puch heki kya wo apni Biwi ki sharamgah ku choom sakte he? Kya isme koi gunaah he? Baraye karam islaah farmaye.
Q: Mera sawaal aap se ye hai ke kia bivi shoher ke israr per or shoahr bivi ke israr per ek dusre ke samne apni apni sharmgah ko hath laga sakte hen or ragar ya mal sakte hen sakte hen rahnumai farma dejye.
Q: Kya aurat ki sharamga ku choomna jaiz hai?
Q: Mai aik larki se shaadi karna chahta hn. Hamary ghar waly taqreeban raza mand hain is rishtay par. Masla ye hai k mjy larki sy pta chala hai k wo maa nhi ban sakti. Mery yaha par do sawal hain:
1. Kya ye baat sahi hai k mai ghar walo sy ye baat chupaun aur unhy naa bataun jb k mjy ye baat qabool hai.
2. Kya kisi larki sy rishta is wja sy khatm kr daina k wo maa nhi ban sakti, drust hai. Kya kahi is wja sy mai gunahgar to nhi ho jata. Mera ye masla hall farma dijiya. Allah apko jaza dy.
Q: Mera sawaal yeh hai ke nikah ke waqt ladka ladki ke alawa aur kitne log hone chahiye? Kya nikah padhane wala ladki ka wakeel ho sakta hai?
Q:
1. Kia kisi larki ke lia dada ke bhai ya phir dadi ke bhai se parda krna lazmi he?
2. Razaat ka rishta kis kis se banta hy?
3. Kia razaaee maa ko sadqa fitir ya zakaat dena jaez hy agr wo buht gareeb hy.
4. Agar namaz me tabiat kharaab hojae to kia atahiyaat ke foran bad salam pher skty hen durud aur dua prahe beger?