Aqeeda

Ghair Muslim ku jawaab dena kisi masla ke upar

Q: Mere ek non muslim dost ne mujhse pucha hai per my ose jawab nahi de saka uska sawal tha " Islam me jab ek mard ek aurat ko divorce deta hai aur fir osi aurat ke sath shadi karna chahta hai toh os aurat ko dusre mard ke sath shadi karni padti hai aur jismani relation ​bhi rakna padta hai fir divorce dene ke baad pehle wale mard k sath shadi karni padti hai" toh yaha pe aurat k sath na insafi kyu hoti hai os aurat ko dusre mard ke sath shadi kyu karni padtai hai? Aur jismani rishta bhi rakna padta hai? Aisa kyu hai?

Zaicha nikalna

Q: Mera sawal ye he ke kya zaicha nikalna Islam me jaiz he? Like koi apni mother ka name or apna name bataye or xyz koi bhi sawal kare apne mustaqbil ke bare ma to kya ye jaiz he Islam me.