Ghar ke upar ullu ka bhetna
Q: Aaj shaam hamare ghar ke chat ke upar owl baitha tha. Is ka kuch matlab hota hai kya?
Q: Aaj shaam hamare ghar ke chat ke upar owl baitha tha. Is ka kuch matlab hota hai kya?
Q: Me greduation complete kar chuka hu or ab job karna chahta hu me ye janna chahta hu ke Allah Ta'ala ne mere muqaddar me kis feild me rozi rakhi he? Kya aap istkhara ke zariye ye bat malom kar sakete ho?
Q: Kia Christian lowg ko friend bana sakty hn? Agr han to kis had tak friendship ki ja sakti hy? Kia Christian jo achy amal karty he wo jannat me jaein gy?
Q: Allah Ta'ala ne bohot si qumhoon per mukhtlif qisim ke azab bhejy kisi pr hava chalai kisi pr pathar barsy kisi per zazla bheja and waghira. Allah Ta'ala kisi muslman per ye azab bhi bhej sakta ha ke aik muslman sari zindgi namaz perhta rhy rozy rakhta rhy lakin us sy koi asa gunaha zindgi main sarzad ho gya ho ke Allah Ta'ala us gunaah ki waja se usy marty wakt usy halat e kufr main moat de dain?
Q: Humara iman hai k har acha or bura kaam Allah ki taraf se hota hai. To kiya mufti saheb humari koishih se humari taqdeer badal sakti hai? Jaise ke meri shadi jis bande se hone wali ho or mujhe shaadi se pehle dekhna chahta ho. Mai mulaqat lr,lon or usko,mai,pasand na ajaon lakin us shaks k sath meri taqdeer jhori howi hai toh kiya mujhe na pasand karne k bawajod meri shadi us se hogi ya phir, meri mulaqat krne se us bande ki ya meri taqdeer badal sakti hai. Plzzzz mujhe is bat ki samj nhi ati... Agr koi humari taqdeer mai lekha gaya hai toh kiya us se shadi hogi ya mahaz ek step utane se taqdeer badal jaye gi.
Q: Aap bata sakte hai ke mein apni life mein uper jaon ga ya nahi?
Q: Kia sub se bari biddat yeh nai hay ke hum khud ko kehtay hain ke hum Hanfi hain ya shafi ya hanbli ya maliki hain ya ahle hadith hain, kia yeh Bohat bari biddat nahi hay hum to muslim hain. Huzoor Akram (Sallallahu Alayhi Wasallam) to in mein se kuch bhi nahi thay?
Q: Saray maslak waly yeh kehtay hain ke hum he theek hain, bralvi Kehtay hain hum theek hay, deobandi khud ko theek kehtay hain,aur ici tarah Ahle hadees aur shia bhe, ap muje bataen k mein kis ke baat manon kis ko theek manon?
Q: Mufti sahab Ahle Hadis our Ahlus Sunnah wal jamaat me farq kya hai? Kaunsa jamat sahi our kaunsa galat? Kaunsa jamat manna farz hai? Mazhab (jaise hanfi,maliki wagera) se Ahle hadis our Ahle sunnah se koi taluq hai kya?
Q: Kal me apne dost ke saath baat kar raha tha baat zindagi maut par chal rahi thi achanak mere muh se nikla ki meri muat mujhe koi qtal karega! Itna kehna tha aur maghrib ki aazan ho gayi! Iske mayne kya he?