Aqeeda

Apne aap ko Hindu kehna

Q: Aik larki khud ko hindu kah de ghuse me phr wo mafe b mangle khud kyu k wo aswaqt hosh me nahe the hosh me ane k bad wo roo rahe the k mene ye kia kardeya phr aik larka os ko yaqeen delane k lye ye kar de k ap as se hindo nahe ban jate me b bol deta ho k me hindo ho to kai ye dunu hindo hogaye hai ye larka sirf asko islam ki rah me wapas lana k lye khud ko hindo bol jata hai

Kiya Nabi (sallallahu alaihi wasallam) haazir naazir he?

Q: Agr ye aqeeda rakha jae k Nabi Kareem (sallallahu alaihi wasallam) door se hamari awaz sunty hain aur Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) ko door se pukara jae madad k lye..

Ek hadees pak hay ek bar Nabi Kareem (sallallahu alaihi wasallam) tahajud k lye uthy wuzo farma rhy thy k Ammi Aaishah (radhiyallahu anha) farmati hain k mene dekha k Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) wuzo krty waqt farma rhy thy labaik labaik (me hazir hn) Ammi Aaishah (radhiyallahu anha) farmati hain mene pucha Ya Rasool Allah ap ko farma rhy hain to farmaya is waqt Makkah me mere ek ummati ne mujhy madad k lye pukara hay to us ko jawab diya'

Mene hadees ka mafhoom bayan kiya hay... to is hadees k teht ye aqeeda rakhna kaisa k Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) door se sunty hain to madad k lye pukara ja skta hay?