Nifaas ki haalat me kaam karna
Q:
1. Nifaas ki halat ma hum apna routine life ka kam ker sakta ha?
2. Nifaas ki halat ma chizoo ko chuh sakti ho.
Q:
1. Nifaas ki halat ma hum apna routine life ka kam ker sakta ha?
2. Nifaas ki halat ma chizoo ko chuh sakti ho.
Q: Haiz ke dino main tauba parna kya jaaiz hai?
Q:
1. Kia aurat eye specialist ky samny chehra khol sakti hai?
2. Kia bazar mn aurat is tarha jasakti hai k surf us ky hath, paer aur chehra khula ho baqi sab dhaka ho aur iss tarha jany mn koi fitna b na ho?
3. Kia aurat jhan rhti hai iss ky pass ky ghroon wale uss ky rishtadar hoon aur wo iss ky ghar aaty hoon to kia jb wo inn bilkul sath wale ghroon mn jae ya apny pas ky khaeton (khaet yani k village mn rhti hai aur wahan tb amoomn ghir mahram b nhi hoty) mn jae to chehra khula rakh kr ja sakti hai? Kia ye jaiz ho gha? Jaiz aur najaiz hony k mutaliq zaror btaye gha.
4. Kia aurat aesi jagha se ghuzry jaha usse ghair mahram na dekh rhy hon ya wahan ghar mahram na hoon to kia wo wahan chehra chupai baghair ghuzr sakti hai?
5. Kia jo ghir mahram rishtadar hoty hain wo ghar aaei to in se chehra chupana hai? Agar na chupana jaiz hai to bta digiay? Kia ghair mahram rishtadar k samny ghar k ilawa chehra khula rakh sakty hain i.e jb unn ky ghar jaaen, tasty mn wo nazar aa jaen?
Q: Kia larki kiliay college education parhny ki koi jaiz surat hai? Kia mukammal pardy ky sath wo wahan parh sakti hai aur ye jaiz hi gha ya najaiz plz ye zaror btaye gha.
Q: Kia larki mukammal parda kar ke co-education mai is tarha parh sakti hai ke larkay aik tarf hon oor larkian dosri tarf?
Q:
1. Agr haiz se qabal (aik din k baad aur dosray din se qabal) halki boori ya halki peeli ratoobat aurat k aglay muqam se kharij ho to kia ye istehasa hai? Kia us se wuzu toot jai ga?
2. Kia jn kapron (clothes) pr wo laghay unhay pehan kr namaz ada kr saktay hain q k wo to irregular intervals k baad release hoti hai?
Q: Muje ek sawal tha toilet ko gae jab ek drop blood dhika oskai baad nai hova tha toh mae zohar ki namaz phadli namaz k baad period start hova kauch galthi toh nai hovi na mujse plz reply me. Aur muje haiz do din hota aur third fourth fifth day nai hota kabhi kabar hota kabhi kabar nai hota aur fifth sixth day hota vo bhi thoda toh namaz seventh day he gusul kar k phadna theek hai ya nai kuy ki kab hota kab nai hota exactly nai malom but sixth day thak thoda ek bar toh bhi black hota is may kya hukum hai seventh day se he phadna namaz plz reply me soon
Q: Meri sister ka beta 3 saal 1 maah ka hy or wo abhi tk apna doodh pilati hn. Kafi samjhanay ki koshish ki hy. Gunah ki sorat may kaffara bataiay. Please rahnumai farmaiay.
Q: Agar husband ki shaadi k 40 years ba'd death ho jaye to kya is umar (age) mein b us ki wife per iddat puri karna farz hai?
Q: Ayk Hadith he ke aurat jab be-pardagi mai ghod savar hokar (yani abhi ke ismai gadi par) bazar mai jati hai, tho ye kayamat ke aasar hai. To kya hume aurto ko gadi chalane dena chahiye ya nahi?