Khawateen ke Masaail

Awrato ke lia sar ka baal chupaana

Q: Mera sawal yeh hai ki kya ghar me bhi baalo ka chupana zaroori hai? Kya baal dikhne se ghar me farishte nahi aate? Kya sahabiyaat bhi ghar me baal dhaake rakhti thi. Kya na-mehram ko baal dikhe to aurat par bohot azaab hai,jaise baaki aurat poore dhake kaprhe pehenti ho aur sirf na-mehram rishtedaro ke saamne baal dikh jaate ho, to aurat ke baalo ka dikhne se kya Allah naraz hota hai? Baalo ke dikhne wale sahabiyaat ke waqiah aur hadees se yh baat clear kare.

Dawa ke wajah se khoon nikalna

Q: پوچھنا یہ تھا کہ اگر کسی خاتون کو کبھی حیض آتا ھی نہیں ھے اور ڈاکٹر نے اسے دوائ تجویز کی، کہ جب وہ دوائ کھائے گی تو اسے خون ائگا اور جب وہ دوائ نہیں کھاتی ھے تو اسے اس مہینے خون نہیں آتا ۔۔۔ تو کیا دوائ کھانے سے جو خون آتا ھے اسے حیض مانینگے؟

Awrato college jaana

Q: Me bcs ki student hun jb bhi mery exams ya quiz ya assignmnt hoty han to mjhy bht mushkil hoti hae m bht parti hun exam dnybs phly mjhy sb ata hae lkn jb paper dny jati hun to paper acha nhi hota mjhy koi mashwara dein tan ke m exams m achy postions la sakun.