Iddat ke dauraan mehndi lagana
Q: Kya husband ki death k baad iddat k dauran hair me mehndi lagana gunah hai?
Q: Kya husband ki death k baad iddat k dauran hair me mehndi lagana gunah hai?
Q: Agar ayaame haiz 10 din baad bhi jaari rahe toh namaz keliye mazeed kithne din intezaar karna hoga?
Q: Recently mere husband ne mujhe 1 divorce di hai or mai 4months pregnant houn ab meri iddat kitni hai?
Q: Mere shohar se mai mahino door thi aur jab mile tab mai haiz ki halat me hu to kya hum saath humbistari karsakte hai?
Q: Orat ko bacha paida hone ke 40 din tk wo orat roti pka skte h ya nahi?
Q: Mjhe periods 6 din tak hoty hai. Maine nahaya bhi lkn nahane k kuch ganty baad mjhe fr se hua. Maine fr se nahaya... dusre din mjhe taqreban 1 bjy qareb thoda khoon nikla kya mjhe fr se nahana hai aur jo mne kapdy pehne woh bhi change krna hai?
Q: Mera nikah 1 year pahle hua tha rukhsati nhi huyi thi lekin hm logo ki baat chit mobile pe husband wife ki tarah hoti thi achanak nikah k 6 months k baad se hi mere husband ki tabiyat kharab rahne lagi ar phir pata chala kidney me problem hai ilaj chalta raha bimari badh gyi ar phir shadi ko ek saal do mahina hua tha k achanak unki tabiyat zyada bigad gyi ar unhe delhi hospital me admit kiya gya .mai bhi delhi me thi to mai unke saath hospital me rahi kyuki mere husband ek minut bhi mere bina nhi rahna chah rahe the kyuki wo mujhe bahut chahne lage the lekin mere maa bahnon ko mera unke sath rahna pasand nhi tha lekin mai zabardasti ruk gyi phir discharge hone k baad bhi ghar me unke sath rahi kyuki wo bahut ro rahe the k mujhe chor k nhi jao mai tumhare samne marna chahta hu mai apne ghar walon k ladayi krke unk paas rahi phir unki death ho gyi .death dehradun me huyi hai jaha unki bahan ka ghar hai.mai ye jaan na chahti hu k mai bina rukhsati k husband k sath rahi unki dekh bhal kiya to kya mujhe iska gunah hoga kya mere maa baap bhai bahan sahi hai ar mai galat hu dusri baat mere husban ki ammi hayat se hai to wo bhi apni beti k paas ruki hai ar iddat tk mujhe bhi roke liya hai lekin isme bhi mere ghar wale ko aitraz hai kahte hai rukhsati nhi huyi to iddat mayke me hoga ya husband k personal ghar me ar dusri baat bina rukhsati k mere ghar wale rishte ka utna value nhi de rahe plz batayiye kya karu samajh me nhi aata kaun galat hai kaun sahi
Q: Kya orat gutno tak yaa gutno say b uper tak qmeez pehn sakti hai ??
Q: Nifas k blood ki miyar 40 din hoti he 40 din k bd b ye aaye to namaz ka kia hukam ha?
Q: Aurat ki iddat kitni ho jab wo hamla ho after husband died?