ta'leem

Rowzana ghar me ta'leem karna

Q: Mere khaala ke khwaab mein ghar ke samne bade samdar ka door khol rahe hai. Ghar ke niche paani phel gaya. Marhum bhai baithhuwe hai. Gale mein kali pot ka laccha hai. Bol rahi ki yea to apke bhabi ka hai ap kyun pehene. Mere khala bol rahe hai yea mera hai thode din ke leyea di thi. Accha acha hai na design, mere khalu dur ja kar teher gaye hai. Mufti saheb khwaab mein naya ghar mitti ke khadde dikhna buri alamat hai. Aap meherbani karke khab ki tabeer batayea.

Ghar waalo ku gheebat owr chugli se rowkna

Q: Mera ayk sawaal hai ki hamare ghar mein kisi ki ghibat karna kisi ki choghli karna aur dosre ghar walaon ko bora bhalai kehna ye sab hamare ghar mein aam baad hai. Kya ise rookna ghalat hai main jabbhi in chizaon se rookta hon to mere waaleda sab bhaiyon ke nazar mein gira detin hain. Kya main ghalat hon kya ye mera rook na meri walidain ki izzat na karne mein shamil hai? Aur mere chote bhai aur mere bade bhai kehte hain ki main ghalat hon aur kehte hain ki main apne apko accha banne ka diqawa karta hon.

Ghar me ta'leem karna

Q: Me apne gahr me thi ke khawab aya ke ma apne Dada abo k ghr thi to aisa laga ke San kah rahe han k Nabi paak (Sallallahu Alayhi Wasallam) ayn han to wo dosra kamre ma han ma or mera shohr ham nazran nicha kia us kamre ma jate han to waha ak buzarg bathan han or ham b do zano Bath jate han or achanak un ka chahra taya abo ki tarha ho Jata ha us k sab ghr wale salam pash karne jate han phr Keri ankh khul jati ha. Barah e meharbani is ki tabeeer bta de.

Mahabbat owr ittihaad ke lia wazifa

Q: Mere ammi pakistan me bare bhai ke sath rehti hen unhe pata nahi kiya hogaya he gher me her waqt larayi karti hen mere bhai se bhabi ke sheqayat karti rehti hen bahabi se larti hen bilti hen unhey abu ke shakal se nafrat he meri behno ke ghar jake behnoyeyo ke age roti hen ke un ke sath bohat bora horahahe ek din bohat achi hotihen to dosre din sab se nafrat ho jati hey dosre logo ko gher ke batey batati hen woh pehle ayse nahi the hamari ammi bohat achi the hum batcho se bohat piyar karti the woh Masha Allah paanch time namaz parhtihen tahajud parhti hen. Please hamari madad kijeya. Mere bhi or abu ka hal ye he ke der lagta hey woh log apne aap ko kuch na karlen.

Beta walida ko pareshan karta hai

Q: Meri walida jo hain namaaz ki paband hai owr ham sab betiyan bhi namz ke paband hai. Bas bete jo hain namz nahi parthey. Do beton ki shadi ho chuki hai tesra beta jo abhi 23 saal ka hai aqal wa shaor bilkul b nahi hai koi kam b nahi karta bas shadi ka bhoot sar par swar hai r bar bar tang karta hai k mujhey shadi karni hai meri walida ko pareshan karta hai apni baton se jis se wo chirchiri ho gai hai r tension leti hai r bare dono bete b apni pasand r marzi k mutabiq shadi ki hai ab pachta rahe hain unke wives bad ekhlaq r namz nahi parthey r bachey b bilkul apni trah bad eklaq r la shaor hain jab unhe koi masla dar pesh ata hai to meri walida ko tang karte hai r apna masla bayan kr k meri walida ko pareshan rakhey hain r meri walida ko wo ezzat nahi dete jo aik maa ka haq hai meri walida usi ghar main hote howe b meri walida ko nahi pochtey jab apna kuch masla hota apne mafad k liye maa ko pochety hain r tesra beta ab unhi ki tra shadi k liye zid kar raha hai r aqal bilkul b hai nahi samjhatey hain to kehta hai mujey samajh hai apne ache r burey ka esa wazefa bataen jis se wo aik farmabardar beta ho r aik deendar ba adab larki se shadi karne par razi ho jazak allah fi Amanillah.

Beton ki taraf se pareshaani

Q: Mujhey apni walidah maajida ke bare main pochna hai ke wo apne beton se kafi pareshan hain bete apni walida ka kaha nahi mante owr namaz ke bhi paaband nahi hai. Deen se bhot door hain owr unke husband yani mere walid saheb bhi apni dunya main lagye howe hain. Meri maa ne u samjhe k apni zindagi main na susral se koi khushi mili na husband se owr nahi beton se jinki waja se wo hamesha pareshan rehti hai inhi pareshanion ki waja se wo bp ki mareeza hai kafi chirchiri ho gai hain main ne socha aap se apna masla share karon shayad aap koi haal bataden hadith owr Quran ki roshni main. Aap please koi hal bataden jis se unhe koi sukoon ho r bete maa ki farmabardar rahen r deen se bhi wabesta hon.

Husband not adhering to the Sunnah

Q:

1. A woman's husband wears ordinary dresses like pant shirts and all not sunnah way of dressing like kurta pyjama, but wife wants him to wear sunnah clothing, how should she advise her husband? Even after she advises him if he doesn't wear it, will she have to show any displeasure towards her husband for the sake of Allah? Or she should continue loving him unconditionally?

2. Similarly in all the cases where husband is not practising the Sunnah or not going for tableegh in the path of Allah but wife wants him to do all these, what should be her stance towards her husband? She wants her husband to do all these because she loves him truly, but if husband is kind of lazy nature and don't listen to her then should she continue loving him or she must show displeasure towards him?

3. Similarly if one's husband is sinning how should a wife advise him? Humbly seeking your precious advise in this regard.

Wazifa for success

Q: I want to ask you about my rizq. I am 21 years old. I want to ask you about my success in life at every step of my life. Please tell me some wazifa or points to take respect and success in the failure time of life. I am very tensed about my career and don't know what will be happen. My dad has passed away and have no source of income. I want to do something for my family but the conditions don't allow me to do any thing. I am very tensed. Please guide me about how to get respect, success and halaal rizq in my life. Nobody agrees to help me. I am alone and live abroad. Kindly tell me the causes of failure and points to get successful in my life with the help of Allah.