Published 9 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Mera masla ye he ke mera nikaah ho gaya. Magar me fil haal mulk se baher hu or me jub apni mangeter se baat kar ta hu to mazi nikal ti he. Kya is se namaaz ho jati he ya ghusal karna laazmi he?
A: Mazi ke nikalne se wudhu tootjata he. Ghusal waajib nahi hota.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: