Published 9 years ago
Last updated 9 years ago
Q: Mane aapse pochna thaa ke qasm ager hamne qasm khaae ho kch krne na krne ki lakn hm usse tordetehain toh uska kya kafara ada krna hoga. Mane tafseer ma abhi prha k qam tre gae ho toh uska kafara yss kaam ko chorkr ada krna ha. Ab yahan Kafara kya ada krna ha?
A: Agar qasam towrdiya to qasam towrne ka kaffara ada kare. Qasam towrne ka kaffara ye he ke aadmi das miskeeno ko kapra pehnaai us qadr kapra jis me namaaz ho sakti ya das miskeeno ko sadaqatul fitr ke miqdaar ke baraabar pesa dow. Agar kisi ko is par qudrat ne ho, to teen din musalsal roza rakhe kaffara ki niyyat se.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: