Qasam torne ka kafara

Q: Kya aap mujhe Qasam torne ka kafara bata sakte hain?

A: Qasam torne ka kaffarah ye he ke das ghareebo ko khaana khilaaye ya sadaqatul fitr ke baraabar har ghareeb ko sadaqah dede, ya har eik ko kapra pehnaade. Agr ye na-mumkin ho to teen roz laga taar roza rakhle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)