Tawaaf or umre ki manaat maangna

Q: Mene ayk question poochna tha. Please reply zaroor kijiye ga. Me makkah me rehti ho apne husband ke sath. Mene tawaaf or umre ki manat mangi thi to manat tu meri pori hogayi thi lekin tawaf or umro ki tadaad zyada he like 100 mera 1 beta he 1 year ka problem ye heke me crowd ki waja se or ghar ke kaamo ki waja se kar nahi sakti kafi koshish ki krne ki lekin complete nahi howe tu ap mujhe bata de ke me tawaf or umre ki jagah nawaafil ya roze rakh sakti ho?

A: Aap rowza owr namaaz ku tawaaf owr umrah ke jage me nahi kar sakti. Aap fikar ne kare. Jab aap ke lia mumkin ho to aahista aahista aap poora karle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels