Qasam towrna

Q: I want to ask, agar koi Qur'an pe hath rakh ke qasam khaye ke main aj ke baad khbhi is chez pe tumhain force nahi karon ga aur bilkul sachey dil se boley ke main Quran ko qasim khata hon ke khbhi main xyz chez per force nahi karon ga or uske kuch din baad he us qasam ko todr dey tow uska Kia kafara ya Gunnah hai?

A: Agar qasam tor diya to kaffarah dena hoga aur toubah bhi karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)