Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Main ye janna chahta hu ke ek larka ek larki apni marzi se bagair wali ke nikah krsakte hai pr hamare nabi ki hadees hai jisne bagair wali ke nikah kia uska nikah batil hai or agr maulana se pucho toh wo kehte hai ke ye hadees nabaligh ke liye hai main ye janna chahta hu ki ispe kese yaqeen kiya jaye ki ye hadees nabaligh ke liye hai mera matlab koi hadees ho iski ya kuch or jawab zarur dijiyega.
A: Hadith Shareef ki ta'leem he ke larki apna nikaah khud ne parhai. Kitni behayaai owr sharmindagi ki baat he ke larki apne wali ke beghair khud apna nikaah kisi ke saat parhai.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: