Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Mera bhai ki amdan bht kam hai ikhrajat k baad us k pass 5000 bachta hai us ki pay 41000 hai lekin do bachon k ikhrajat or bivi ko kharcha denay k baad kuch us k apny liye bhi nai bachta. Kya mai us ko zakat day sakti houn?
A: Jis waqt unke maal zakaat ke nisaab se kam ho, to aap unku us waqt zakaat desakte.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: