Ghar waale daari nahi rakhne dete

Q: Mera ek question ha may darii rakhna chahta hn par mere ghar wale Nahi rakhne dete agr rakho or unki bt na Mano to wo kahte hain k hamara dil dhukhao ge tumhari namazen nahu qabul hongi tanz karte hain bataen may kya karun? Agr rakhta hn unke against ja k na to ye gunnah ha na he maa baap ki koi nafarmani ham bataen? Kya karun? Is tarhan to bohat se chezen hain wo bhi Islamic rules follow ne karte phir?

A: Unki taraf dhiyaan ne do. Aap apni aakhirat ko sudhaarte raho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)