Published 8 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Mera sawaal ye he ke me fajar ki namaaz parhne gaya aur jamaat khari ho gayi ab me sunnat pehle parhu ya fardh?
A: Agar aap jaante he ke sunnat parhlene ke bawujood aap jamaat milsakte, to sunnat parhle. Owr agar jamaat choowtne ka andesha ho, to jamaat me shaamil ho jaai.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: