Angooto ku choomna

Q: Kia Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke naam ane per darood ke saath anghoote chumne ki koi hadees ya riwayat he aur mazeed yeh keh witar ki namaz magharib ke farz ki tarha na ho ya teen rakat ikhatti hi parhni he.

A: Angooto ko choomna be-asal tareeqah he. Hadhrat Nabi (sallallahu alaihi wa sallam) ke saath mahabbat ka ta`alluq chaahta he ke unki adaaye hamaari adaaye ho jaaye ne ke angoote choomte phire.

Teen rakaat ikatti parhte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)