Mooch kaatna owr daari barhaana

Q: Kya Islam mai yeh jaaiz hai? Mere showhar dari nahi rkhte hai lekin wo mustache (muchein) rakhte hai or wo mustache ko upar ki taraf rakhte hai to kya islam mai yeh jaaiz hai?

A: Shari'at ne mooch kaatne ka hukam diya owr daari barhaane ka hukam diya, ne ke us ka ulta. Daari rakhna waajib he owr us ka mundaana haraam he owr bohot sangeen gunaah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)