Bachcha ka bacha huwa pani peena

Q: Kia feed krne walay baby ka jhoota pani koi aur shakhs pee le tu ye na-jaaiz ha, yani ayk bachi ne maan ka doodh pya phir ayk glass ma pani pya us ka wohi bacha hua pani kia us bachi ka uncle pee sakta ha.

A: Jee ha. Pee sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)