Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Ek mashwara kerna tha ka, ek shaks ha jis ka do larkay or ek larki ha ab woh admi chata ha ka larakon ko alag ker don itna wasail nahi hain woh apna gar bache ker 20 lakh ake or 20 lakh dosray ko dena cha raha hain .Is main 2no bhaion na walid ko mashwara diya ka hiyati main wirsa to hota nahi ap yeh hamain gift ker dain kun ka hamari zaroorat ha . Phir baad main jo gar aap ka ha us main sa ham saab bant lain ga .aab masla yeh ha ka yeh to gift la lain 2 no Bhai to ap ko nahi lagta ha larki ka sath na insafi ho jaye gi .Or 2no bhaion ka apna apna alag kam kertay hain walid sa alag ha.
A: Ye baat saheeh he ke larki ko bhi dena chahiye. Bila wajah usko chordena buri baat he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: