Zakaat aur qarz

Q:

1. Jis par zakat wajib ho or us pa qarz bhi ho to kia us par zakat wajib nahi? Kia wo pahlay qarz ada karay ga or phir pasay ho to zakat ada karay ga?

2. Jis ka pas raqam ho or wo qarz k tor pa di ho kisi ko to kia wo raqam bhi nisab ma sahmil hogi us ki bhi zakat deni ho gi?

A:

1. Agar qardh ne uske maal ko gher liya to zakaat wajib nahi hoga.

2. Woh shumaar nahi hogi. Albatta agar qardh wusool ho jaaye to pichle dino ka zakaat dena hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels