Bees rakaat taraweeh

Q: Kya taraweeh bees rakat Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) se sabit he ya Hazrat Umar (radhiyallahu anhu) se? Lowg kehte he ke bees rakat taraweeh to Hazrat Umar (radhiyallahu anhu) ke dor se unhone shuru karaai. Aap is ke mutalik kya jawaab he?

A: Ibnu Abi Shaybah (rahamahullah) ne apne Musannaf me naqal kya he ke bees rakaat taraaweeh Hadhrat Nabi (sallallahu alaihi wa sallam) se shuroo huwa.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)