Azaan ke waqt letna

Q: Maghrib ki azaan ke waqt ya kisi aur waqt ki azaan ke waqt kya leat sakte he jabke namaaz to padhni he hi azaan ke baad lekin sab kehte he magrib ki azan jab ho to leto nahi to iske peeche kya sachaai he? Aur ham let sakte he ya nahi?

A: Azaan ke waqt aadmi ku chahia ke namaaz ke lia tayyari kare. Wo waqt letne ka waqt nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)