Azaan ke waqt sar pe dopatta rakhna
Q: Kiya azaan ke waqt sar pe dopatta rakhna farz hai, matlab lazimi hai?
Q: Kiya azaan ke waqt sar pe dopatta rakhna farz hai, matlab lazimi hai?
Q: Muazzin ki list me kabhi azaan aur iqaamat kehne wala bhi shamil hoga ya nahi? Aur roz-e-qayamat us ke liye bhi who khush khabriya honge jo 1 musaqil muazzin ke liye honge.
Q: Kiya aurat apne bache ke kaan me azaan de sakti he, ya ghar me barakat ke liye, ya shaitan ko door karne ke liye?
Q: Kiya koi Muslim YouTube mein Qadiani azaan sun sakte hai?
Q: Mujhe jaanna he ke iqaamat kya he? Me ne ayk hadith parhi thi ke azaan aur iqaamat ke darmiyaan dua qubool hoti he toh iqamat ke baare me bata de.
Q: Maghrib ki azaan ke waqt ya kisi aur waqt ki azaan ke waqt kya leat sakte he jabke namaaz to padhni he hi azaan ke baad lekin sab kehte he magrib ki azan jab ho to leto nahi to iske peeche kya sachaai he? Aur ham let sakte he ya nahi?
Q: Azaan ke waqt dehleez ya ghar ke darwaaza ke pass kyu nahi bethna chahiye?
Q: Jumma ki doosri azaan ki Shar'ee haysiyyat aur is azaan ka jawaab kyun nahi diya jata?
Q: Muje ye poochna he me jis masjid me namaaze parta hu waha muazzin saheb jab namaaz ke liye takbeer dene ke liye khare hote he to imaam mana karte he pele khare hone ko (muje ye yaad nahi hadees he ya sunnat jo imam kete he Allah muje maaf farmaye) ke Huzoor Paak (Sallallahu Alayhi Wasallam) ne muazzin ke "hayya alas salaah" kene pe khare hone ka hukum dia hai? To kya aap muje hadees se ya mustanad daleel se bataskte he? Kya wo saheeh he?
Q: Mera sawaal ye he ke kya ayk aadmi jo ghar pe namaaz parhe us ke liye faraz namaaz se pehle iqaamat kehna zaroori he. Owr agar kehna zaroori he to auraton ke liye bhi zaroori he.