Zakaat qardh nahi he

Q: 8 saal pehle, mere sasural ke door ke rishtedaar bhaabhi ne mere bhai ke cancer ke ilaaj ke liye 30,000 rupees zakaat ke paise diya. Ab itne saal baad, un ke shohar mujse waapas woh zakaat mang rahe hai. Mere sasural ke sab rishtedaar ko phone kar ke mare qarza leke wapas nahi de rahi hoo, larke muje badnaam kar rahe hai. Me ab kya karoo?

A: Zakaat qardh nahi he. Qardh lotaya jaata he. Zakaat di jaati bilaa iwadh ke. Usko talab karna ye zulm he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)